Acha Ji Maf Kar Do Thoda Insaf Kar Do
Dil Par Jo Teer Chalaye Unka Hisab Kar Do
Acha Ji Maf Kar Do Thoda Insaf Kar Do
Dil Par Jo Teer Chalaye Unka Hisab Kar Do
Jao Ji Maf Kiya Hamne Insaf Kiya
Is Dil Ko Dil Me Rakh Ke Jhagda Hi Saf Kiya
Jao Ji Maf Kiya Hamne Insaf Kiya
Is Dil Ko Dil Me Rakh Ke Jhagda Hi Saf Kiya
Acha Ji Maf Kar Do
Teri Najar To Dil Me Karke Tufan Gayi
Teri Najar To Dil Me Karke Tufan Gayi
Teri Ada Hi Thahri Apni To Jan Gayi
Teri Ada Hi Thahri Apni To Jan Gayi
Acha Ji Maf Kar Do Thoda Insaf Kar Do
Dil Par Jo Teer Chalaye Unka Hisab Kar Do
Jao Ji Maf Kiya Hamne Insaf Kiya
Is Dil Ko Dil Me Rakh Ke Jhagda Hi Saf Kiya
Acha Ji Maf Kar Do
Chori Se Aaye Dil Me Tumne Kasur Kiya
Chori Se Aaye Dil Me Tumne Kasur Kiya
Dekha Na Bhala Kyu Ji Itna Garur Kiya
Dekha Na Bhala Kyu Ji Itna Garur Kiya
Acha Ji Maf Kar Do Thoda Insaf Kar Do
Dil Par Jo Teer Chalaye Unka Hisab Kar Do
Jao Ji Maf Kiya Hamne Insaf Kiya
Is Dil Ko Dil Me Rakh Ke Jhagda Hi Saf Kiya
Acha Ji Maf Kar Do
Sabse Kahunga Tune Dil Bekarar Kiya
Sabse Kahunga Tune Dil Bekarar Kiya
Mera Hi Banke Dilbar Mujhpe Hi War Kiya
Mera Hi Banke Dilbar Mujhpe Hi War Kiya
Acha Ji Maf Kar Do Thoda Insaf Kar Do
Dil Par Jo Teer Chalaye Unka Hisab Kar Do
Jao Ji Maf Kiya Hamne Insaf Kiya
Is Dil Ko Dil Me Rakh Ke Jhagda Hi Saf Kiya
Acha Ji Maf Kar Do
Tune Wo Chal Chaldi Jiska Hisab Nahi
Tune Wo Chal Chaldi Jiska Hisab Nahi
Chori Or Sina Jori Tera Jawab Nahi
Chori Or Sina Jori Tera Jawab Nahi
Acha Ji Maf Kar Do Thoda Insaf Kar Do
Dil Par Jo Teer Chalaye Unka Hisab Kar Do
Jao Ji Maf Kiya Hamne Insaf Kiya
Is Dil Ko Dil Me Rakh Ke Jhagda Hi Saf Kiya
Acha Ji Maf Kar Do
Achha Ji Maaf Kar Do Thoda Insaf Kar Do Song Lyrics from the movie/album Musafir Khana released in the year 2018 starring Karan Dewan, Shyama. The song Achha Ji Maaf Kar Do Thoda Insaf Kar Do was sung by Geeta Dutt, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by M Sadiq. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts