Achha Hai Tera Song Lyrics from the movie/album Khara Khota released in the year 2015 starring Raj Kiran, Sarika. The song Achha Hai Tera was sung by Kanchan. This movie/album was directed by B.R. Ishara. The music was given by Babla Mehta. The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to Music India Limited

Achha Hai Tera Lyrics

Achha Hai Tera Nishana To Kya
Har Dil Hai Tera Deewana To Kya
Achha Hai Tera Nishana To Kya
Har Dil Hai Tera Deewana To Kya
Ye Deewane Ye Kya Jane
Ye Deewane Ye Kya Jane
Ye Deewane Kya Jane
Main To Janu Tu To Jane
Tera Irada Hai Kya
Achha Hai Tera Nishana To Kya
Har Dil Hai Tera Deewana To Kya
Ye Deewane Ye Kya Jane
Ye Deewane Kya Jane
Main To Janu Tu To Jane
Tera Irada Hai Kya

Husn Tera Jo Bhi Dekhe
Jo Bhi Dekhe Ho Deewana Tera
Ho Deewana
Dil Chura Ke Dil Se Khele
Di Se Khele Ye Adaye Teri
Janejana
Dil Ke Bahane Tu Ye Jaan Le Le
Tauba Bahana Tera

Achha Hai Tera Nishana To Kya
Har Dil Hai Tera Deewana To Kya
Ye Deewane Ye Kya Jane
Ye Deewane Kya Jane
Main To Janu Tu To Jane
Yaaro Se Wada Hai Kya
Achha Hai Tera Nishana To Kya
Har Dil Hai Tera Deewana To Kya

Tu Kya Jane Pyar Kya Hai
Pyar Tere Liye To Hai
Yaha Ek Dikhawa
Jaan Ke Bhi Ye Na Jane
Ye Na Jane Husn To Hai
Tera Ek Chhalava
Pyar Mein Sau Sau Yaar Badalna
Kissa Purana Tera
Achha Hai Tera Nishana To Kya
Har Dil Hai Tera Deewana To Kya
Ye Deewane Ye Kya Jane
Ye Deewane Kya Jane
Main To Janu Tu To Jane
Tera Irada Hai Kya
Achha Hai Tera Nishana To Kya
Har Dil Hai Tera Deewana To Kya.

Share your thoughts

Tu kitni achhi hai lyrics, Tan man dhan sab hai tera lyrics, Tan man dhan sab hai tera with lyrics, Lyrics of hindi songs, Harsha mehra, Janewalo zara mudke dekho karaoke with lyrics, Lyrics, Yeh sham mastani with hindi lyrics, Song lyrics, Yeh sham mastani lyrics, Yeh sham mastani with lyrics, Kiran kumar, Janewalo zara mudke dekho with hindi lyrics, Kaala bhairava, Janewalo zara mudke dekho lyrics, Lyrics of janewalo zara mudke dekho, Yeh sham mastani with english lyrics