Abhi To Main Jawaan Hoon Lyrics | The Killer | Alisha Chinai

Husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon – 2
Mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon
Abhi toh main – 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon – 2
Abhi toh main – 2 jawaan hoon

Husn ki jo dhoop hai shiri sa mera roop hai – 2
??? ki tez dhaar hoon ???
Laila ke dil ki baat hoon main heer ki zabaan hoon
Abhi toh main – 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon – 2
Abhi toh main – 2 jawaan hoon

Main jaam hoon bhara huaan main labon ki pyaas hoon – 2
Nazar jhuka ke dekh lo main dil ke aas paas hoon
Main aashiqon ki aarzoo main ishq ka bayaam hoon
Abhi toh main – 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon – 2
Abhi toh main – 2 jawaan hoon

Husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon – 2
Mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon
Abhi toh main – 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon – 2
Abhi toh main – 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *