Abhi Se Teri Lyrics  | Unforgettable | Mohammed Iqbal Khan, Alka Verma | Mohammad Irfan, Sachin Gupta | Sujeet Shetty

Abhi Se Teri Lyrics | Unforgettable | Mohammed Iqbal Khan, Alka Verma | Mohammad Irfan, Sachin Gupta | Sujeet Shetty

Abhi se teri aankh kyun bhar aayi hai
Abhi to maine kahani aadhi batai hai
Abhi se teri jaan pe kyun ban aayi hai
Abhi to maine kahani aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai

Chhod gaya aakhir woh bhi jo ek sahara thaa
Saathi woh mera jo meri jaan se pyaar thaa
Maine aaj hai ye jaana ke duniya harzaai hai
Abhi to maine kahani aadhi batai hai

Chhodi thi adhuri jo woh raate baaki hai
Aaj bhi shayad teri kuchh yaad baaki hai
Chhodi thi adhuri jo woh raate baaki hai
Aaj bhi shayad teri kuchh yaad baaki hai
Abhi se teri jaan pe kyun ban aayi hai
Abhi to maine kahani aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai
Aadhi kahani aadhi baat aadhi batai hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *