Abhi Abhi Mera Dil Mere Paas Tha Song Lyrics from the movie/album Hum Farishte Nahin released in the year 2018 starring Raj Babbar, Smita Patil. The song Abhi Abhi Mera Dil Mere Paas Tha was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Jatin Kumar. The music was given by Manoj Gyan. The lyrics were Penned by Shail Chaturvedi

Abhi Abhi Mera Dil Mere Paas Tha Lyrics

Abhi Abhi Mera Dil Mere Pass Tha
Naa Jane Usey Aaj Chura Ke Koi Le Gaya

Solah Baras Maine Dil Ko Sambhala
Bada Dagaabaaj Hai Dhokha De Ke Bhaaga
Solah Baras Maine Dil Ko Sambhala
Bada Dagaabaaj Hai Dhokha De Ke Bhaaga
Bin Sharmaaye Bin Ghabraaye
Ye Kya Ho Gaya
Main Naa Janu Palbhar Mein
Kya Se Kya Ho Gaya
Abhi Abhi Mera Dil Mere Pass Tha
Abhi Abhi Mera Dil Mere Pass Tha
Naa Jane Usey Aaj Chura Ke Koi Le Gaya
Naa Jane Usey Aaj Chura Ke Koi Le Gaya

Aisa Mujhe Pahli Baar Hua Hain
Unki Kasam Bura Haal Hua Hain
Aisa Mujhe Pahli Baar Hua Hain
Unki Kasam Bura Haal Hua Hain
Ankhiya Bole Kyu Ki Chori
Humse Hamjoli
Kaise Kahte Daka Daala Luti Main Poori
Abhi Abhi Mera Dil Mere Pass Tha
Abhi Abhi Mera Dil Mere Pass Tha
Naa Jane Usey Aaj Chura Ke Koi Le Gaya
Naa Jane Usey Aaj Chura Ke Koi Le Gaya

Wo Jo Mile Zamaana Mila Hai
Jeene Ka Jaise Bahana Mila Hai
Wo Jo Mile Zamaana Mila Hai
Jeene Ka Jaise Bahana Mila Hai
Main Sharmaau Kah Na Paau
Mushkil Ho Gayi
Rabba Is Chori Mein Main Bhi
Shamil Ho Gayi
Abhi Abhi Mera Dil Mere Pass Tha
Abhi Abhi Mera Dil Mere Pass Tha
Naa Jane Usey Aaj Chura Ke Koi Le Gaya
Naa Jane Usey Aaj Chura Ke Koi Le Gaya
Naa Jane Usey Aaj Chura Ke Koi Le Gaya
Naa Jane Usey Aaj Chura Ke Koi Le Gaya

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Lyrics of bharat ka rehne wala hoon, Asha bhosle hit songs, Kishore kumar and asha bhosle duet song, Acha lagta hai aarakshan lyrics, Bharat ka rahnewala hoon song lyrics in english, Bharat ka rahnewala hoon lyrics in hindi, Bharat ka rehne wala hoon lyrics, Bharat ka rahnewala hoon song lyrics, Pardesiyon se na ankhiyan milana karaoke with lyrics, Asha bhosle songs, Pardes jake pardesiya bhool na jana piya lyrics, Yeh dosti hum nahi todenge with lyrics, Farishte