Abb Kya Ho Anjam Song Lyrics from the movie/album Baagi. The song Abb Kya Ho Anjam was sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu. The music was given by Sajid-Wajid

Abb Kya Ho Anjam Lyrics

Milte Milte Ham Dono Yu Ho Baithe Diwane
Ik Duje Ke Pyar Me Khoye Duniya Se Begane
Abb Kya Ho Anjam Hamara Yeh Toh Rab Hi Jane
Khayi Hai Kasam Aayi Hamsafar
Mar Jayenge Tumhe Naa Pa Sake Ham Agar
O Khayi Hai Kasam………

Kehne Lagi Yeh Jindagi Sapne Baharo Ke Bunlo
Lag Kar Mere Sine Se Tum Iss Dil Kaa Paigam Sunlo
Hosh Khone Lage Dil Me Tufan Jage, Aaj Hamse Toh Kuchh Naa Kaho
Manjile Pyar Ki De Rahi Hain Sada, Bas Yu Hi Sath Chalte Raho
Abb Kya Ho Anjam………….

Najuk Hai Dil Kanch Sa Patthar Ke Jaisi Hain Rasme
Tum Sath Ho Jab Tak Sanam Rasme Hain Sab Apne Bas Me
Ik Ho Jayenge Rasmo Ko Todkar, Iss Jahan Se Darenge Naa Ham
Pyar Ke Waste Jan Jaye Magar Bewafayi Karenge Naa Ham
Abb Kya Ho Anjam………….

Share your thoughts

Kavita krishnamurthy, Kavita krishnamurthy hit songs, Kumar sanu, Mera piya ghar aaya kavita krishnamurthy, Suchitra krishnamurthy, Akshay kumar pyaar ka anjaam, Kumar sanu hit songs, Shravan kumar, Suchitra krishnamurthy songs, Kitna pyar tumhein karte hain with lyrics, Music video with lyrics, Ab naam mohabbat ke ilzaam to aaya hai lyrics, Kumar sanu alka yagnik 90s hit song, Pyaar ka anjaam song video song, Kumar sanu alka yagnik romantic song, Akshay kumar