Abb Ke Baras Bad Julam Huwa Song Lyrics from the movie/album Morchha (1980). The song Abb Ke Baras Bad Julam Huwa was sung by Usha Mangeshkar. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Ramesh Pant

Abb Ke Baras Bad Julam Huwa Lyrics

(Abb Ke Baras Bad Julam Huwa, Mori Baali Umariyaan Gayi
Kabhi Sharmaaye Jiya Kabhi Ghabraaye, Main Toh Sola Baras Ki Bhai
Bhai Re Main Toh Sola Baras Ki Bhai) – (2)

(Apane Paraaye Mohe Dekhe Ruk Ruk Ke
Reh Jaaye Akhiyaan Mori Jhuk Jhuk Ke) – (2)
Chadhati Umariyaan Ke Sang Sang Aayi Kaisi Musibat Nayi
Bhai Re Main Toh Sola Baras Ki Bhai – (2)
Abb Ke Baras Bad Julam Huwa, Mori Baali Umariyaan Gayi
Kabhi Sharmaaye Jiya Kabhi Ghabraaye, Main Toh Sola Baras Ki Bhai
Bhai Re Main Toh Sola Baras Ki Bhai

(Har Koyi Kahein Jara Chalana Sambhalake
Jaane Kaise Ghadi Ghadi Achara Dhalake) – (2)
Sang Saheliyaan Abb Maare Mohe Taana
Baatein Karein Kayin Kayin
Bhai Re Main Toh Sola Baras Ki Bhai – (2)
Abb Ke Baras Bad Julam Huwa, Mori Baali Umariyaan Gayi
Kabhi Sharmaaye Jiya Kabhi Ghabraaye, Main Toh Sola Baras Ki Bhai
Bhai Re Main Toh Sola Baras Ki Bhai

(Taare Gin Ginake Bitaau Saari Ratiya
Kuchh Bhi Na Bhaaye Bairi Laage Mohe Duniya) – (2)
Ek Toh Jiya More Bas Mein Nahi
Duje Paan Jalat More Dai
Bhai Re Main Toh Sola Baras Ki Bhai – (2)
Abb Ke Baras Bad Julam Huwa, Mori Baali Umariyaan Gayi
Kabhi Sharmaaye Jiya Kabhi Ghabraaye, Main Toh Sola Baras Ki Bhai
Bhai Re Main Toh Sola Baras Ki Bhai

Share your thoughts

Bappi lahiri, Bappi lahiri song bambai se aaya mera dost, Bambai se aaya mera dost bappi lahiri, Bombay se aaya mera dost bappi lahiri, Bappi lahri, Barse re sawan lyrics, Bambai se aaya mera dost lyrics in hindi, Bambai se aaya mera dost lyrics, Kisi nazar ko tera intezar lyrics, Lahiri, Bappi, Shashi kapoor movies, Barse re sawan dariya dil song, Barse re sawan ka mela, Barse re sawan jhankar, Rajesh roshan, Suresh wadkar, Barse re sawan kimi katkar song, K.ravi shankar