Ab Wafa Ka Naam Na Le Koi Lyrics | Oh Bewafaa | Hemlata | Vedpal Varma

Ab Wafa Ka Naam Na Le Koi Lyrics | Oh Bewafaa | Hemlata | Vedpal Varma

Ab wafa ka naam na le koi
Ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai
Pathar ka dil sine me ho hume us khuda ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai

Mare zamana thokar tarsa kara kare hum pyar ko
Tarsa kara kare hum pyar ko
Kabhi dekhe na muh bahar ka
Hume us duva ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai

Hume gam nahi us par tha tufan humko ajij hai
Tufan humko ajij hai
Jo dubo de sahil par hume us na khuda ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai

Lage aag apne karar ko roye to rone do pyar ko
Roye to rone do pyar ko
Jo na bhar sake kabhi zakham ko
Hume us duva ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai
Pathar ka dil sine me ho hume us khuda ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *