Ab To Nahi Duniya Mein Lyrics  | Nadaan | Aman, Jehan | Noor Jehan | Datta Korgaonkar

Ab To Nahi Duniya Mein Lyrics | Nadaan | Aman, Jehan | Noor Jehan | Datta Korgaonkar

Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana

Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Sab sehte rahenge
Ban jayenge sabke
Zulmo ka nishana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *