Ab To Muskuraiye Zara Lyrics  | Do Dooni Chaar | Kishore Kumar, Tanuja | Ranu Mukherjee | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Ab To Muskuraiye Zara Lyrics | Do Dooni Chaar | Kishore Kumar, Tanuja | Ranu Mukherjee | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Ab to muskuraiye zara, muskuraiye zara
Aapki shararate gul khila chuki
Aur koi gul khilaiye, muskuraiye
Ab to muskuraiye zara, muskuraiye zara
Aapki shararate gul khila chuki
Aur koi gul khilaiye, muskuraiye

So chale sunar ki ek hi janab ki
So chale sunar ki ek hi janab ki
Aapse khuda penah mangli
Ho sake to wo gale mein tangli
Aapsa namuna kaise ban gaya
Taliya taliya taliya taliya
Shirf taliya bazaiye muskuraiye please
Ab to muskuraiye zara, muskuraiye zara
Aapki shararate gul khila chuki
Aur koi gul khilaiye, muskuraiye

Chahiye karar to bekarar kijiye
Chahiye karar to bekarar kijiye
Chahne ke kayade ajib hai
Dur hoke dekhiye karib hai
Ruth ruth kar manaiye
Aaiye aaiye aaiye aaiye
Aaiye intezar bad aaiye muskuraiye
Ab to muskuraiye zara, muskuraiye zara
Aapki shararate gul khila chuki
Aur koi gul khilaiye, muskuraiye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *