Ab To Hum Hain Lyrics  | Jaan-E-Wafa | Farooq Shaikh, Rati Agnihotri | Asha Bhosle | Mohammed Zahur Khayyam

Ab To Hum Hain Lyrics | Jaan-E-Wafa | Farooq Shaikh, Rati Agnihotri | Asha Bhosle | Mohammed Zahur Khayyam

Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe
Dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan

Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Arzoo the zindagi
The jaan the
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe
Dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan

Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Un fasano ki haqiqat kya bhala
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gehraiyan.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *