Ab To Aisa Lagta Hai Lyrics | Roop Sundari | Subir Sen | Sardar Malik

Ab To Aisa Lagta Hai Lyrics | Roop Sundari | Subir Sen | Sardar Malik

Ab to aisa lagta hai
Tum is jivan me nahi milogi
Tumhe dhundne fir se dobara
Naya janam lunga
Naya janam lunga
Ab to aisa lagta hai
Tum is jivan me nahi milogi
Tumhe dhundne fir se dobara
Naya janam lunga
Naya janam lunga

Charo taraf andhiyara sujhe na koi kinara
Jab se chhuta sahara firta hu mara mara
Firta hu mara mara
Mara mara
Ab to aisa lagta hai
Tum is jivan me nahi milogi
Tumhe dhundne fir se dobara
Naya janam lunga
Ha naya janam lunga

Kitni baar pukara dikhe na mera sitara
Bhatke man bechara dundh thaka jag sara
Dundh thaka jag sara sara
Sara sara
Ab to aisa lagta hai
Tum is jivan me nahi milogi
Tumhe dhundne fir se dobara
Naya janam lunga
Ha naya janam lunga

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *