Ab Teri Yaad Hai Song Lyrics from the movie/album Miss 58 released in the year 2016 starring Karan Dewan, Ram Mohan. The song Ab Teri Yaad Hai was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). The music was given by Datta Naik. The lyrics were Penned by Kaif Irfani. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ab Teri Yaad Hai Lyrics

Ab Teri Yaad Hai Aur
Pyar Ki Tanhai Hai
Ab Teri Yaad Hai
Tere Dar Se Mujhe
Takdir Kaha Layi Hai
Ab Teri Yaad Hai

Hai Meri Apni Khata
Tujhpe To Ilzam Nahi
Din Ko Ab Chain Nahi
Rat Ko Aaram Nahi
Hai Meri Apni Khata
Tujhpe To Ilzam Nahi
Din Ko Ab Chain Nahi
Rat Ko Aaram Nahi
Mujhse Jo Bhul Hui
Uski Saja Payi Hai
Ab Teri Yaad Hai

Gum Ke Uthte Hue
Tufan Bata Dete Hai
Mere Tadpe Hue
Arman Bata Dete Hai
Gum Ke Uthte Hue
Tufan Bata Dete Hai
Mere Tadpe Hue
Arman Bata Dete Hai
Meri Kashti Kisi
Tufan Se Takrai Hai
Teri Yaad Hai

Dil To Kahta Hai Mujhe
Teri Gali Jane Ko
Kaise Samjhau Mai Ab
Pyar Ke Diwane Ko
Mera Jana Bhi Meri
Preet Ki Ruswai Hai
Aur Teri Yaad Hai.

Share your thoughts

No Keywords