Ab Suni Bhayi Re Atariya Lyrics | Bilwamangal | Ulhas, Suraiya | Chandru Atma (C. H. Atma), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Bulo C. Rani

Ab suni bhayi re atariya hamaar
Kaise jiyara ko aawe qaraar
Kaise jiyara ko aawe qaraar

Ab aahen bhare
Man paachhe hate
Hai kaisa ye neha se haar
Kaisa jiyara ko aawe qaraar
Ab suni bhayi re atariya hamaar
Kaise jiyara ko aawe qaraar

Taanon ki maar sahi
Boliyon ki maar sahi
Aaj khaayi maine birha ki maar
Taanon ki maar sahi
Boliyon ki maar sahi
Aaj khaayi maine birha ki maar
Pyaar ko kisi ka sansaar
Paali maine manwa se haar
Kaise jiyara ko aaye qaraar
Ab suni bhayi re atariya hamaar
Kaise jiyara ko aawe qaraar

Maujen bhi ganga ki
Jholi mein soyen hain
Maujen bhi ganga ki
Jholi mein soyen hain
Lehre aaj more
Garwa se tut gaye tut ke
Haay more garwa ke haar
Kaise jiyara ko aawe qaraar
Ab suni bhayi re atariya hamaar
Kaise jiyara ko aawe qaraar
Kaise jiyara ko aawe qaraar.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *