Ab Mera Kaun Sahara Lyrics | Barsaat (1949) | Lata Mangeshkar | Shankar-Jaikishan

Ab mera kaun sahara – 4
Mere balam – 2
Mujhko na bhulana
Ab mera kaun sahara – 4

(Tujhse bichhadkar durr hui
Milne se majboor hui) – (2)
Ro ro ke dil ne tujhko pukara
Ab mera kaun sahara – 4

(Tujhse milan ki aas lagi
Naina ras ki pyas lagi) – (2)
Mujhko hai tera gam bhi pyara
Ab mera kaun sahara – 4

(Pankh lage udd jau mai
Lekin kaise aau mai) – (2)
Bebas hui kismat ne mara
Ab mera kaun sahara – 4

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *