Ab Koi Tute Hue Dil Ka Sahara Na Raha Song Lyrics from the movie/album Poonji released in the year 2018 starring M Esmail, Ragini. The song Ab Koi Tute Hue Dil Ka Sahara Na Raha was sung by Shamshad Begum. This movie/album was directed by Vishnu Pancholi, Ravindra Dave. The music was given by Ghulam Haider. The lyrics were Penned by Deena Nath Madhok, Shaukat Thanvi, Behzad Lakhnavi

Ab Koi Tute Hue Dil Ka Sahara Na Raha Lyrics

Ab Koi Tute Hue
Ab Koi Tute Hue Dil Ka Sahara Na Raha
Naaz Tha Jispe Hume Ab Vo Humara Na Raha
Ab Koi Tute Hue Dil Ka Sahara Na Raha

Aankh Me Aai Thi Ek Yaad Tamanna Ban Kar
Aankh Me Aai Thi Ek Yaad Tamanna Ban Kar
Ashk Ban Ban Ke Giri
Ashk Ban Ban Ke Giri
Jab Koi Chara Na Raha
Ab Koi Tute Hue Dil Ka Sahara Na Raha

Dub Jaaye Jo Ye Kashti To Thikaane Se Lage
Dub Jaaye Jo Ye Kashti To Thikaane Se Lage
Ab Kidhar
Ab Kidhar Jaaye Koi Iska Kinara Na Rah
Ab Koi Tute Hue Dil Ka Sahara Na Raha

Haay Bechaargi Ab Tere Siwa Koi Nahi
Haay Bechaargi Ab Tere Siwa Koi Nahi
Bekasi Kahti Hai Ab Koi Tumhara Na Raha
Ab Koi Tute Hue Dil Ka Sahara Na Raha

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Shamshad begum songs, Ghulam haider, Best of ghulam haider, Lyrics, Nahi hai koi duniya mein hamara, Ghulam sabir ghulam waris, Nishan e haider, Shahid baltistani mere ghazi kahan ho, Gulam sabir v gulam waris, Ghulam waris, Ghulam ali ghazal songs, Haidar hasan nizami, Ghulam ali (musical artist), Ghulam ali songs, Ghulam ali ghazals, Noor jahan, Aa dekh mere ghazi uncha hay alam tera, Ajmer sharif latest video, Shahadat imaam hussain, Ajmer sharif video songs