Ab Ke Saawan Mein Lyrics | Dil Vil Pyar Vyar | Babul Supriyo, Sadhana Sargam

Ab Ke Saawan Mein Lyrics | Dil Vil Pyar Vyar | Babul Supriyo, Sadhana Sargam

Ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pe paani gire
Ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si
Ho
Ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si

Aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin
Aisa baadal ambar pe sajna chhaaya nahin
O
Aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin
Aisa baadal ambar pe sajna chhaaya nahin

Ho
Yeh suhaana sama prem
Ki khoj mein
Mauj mein
O ho
Paagal premi banke phire
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si

Ho
Ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pani gire
Mann mein lage aag si
Aa tujhko aankhon mein chhupa loon is raat mein
Kajra gajra beh jaayega ri barsaat mein
O
Aa tujhko aankhon mein chhupa loon is raat mein
Ho
Kajra gajra beh jaayega ri barsaat mein

Ho
Hosh se kaam lo
Ram ka naam lo
Thaam lo
Ho ho
Jaane baeran rut kya kare
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si
O
Ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si
O
Mann mein lage aag si
Ho
Mann mein lage aag si

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *