Ab kaun sunega
(Ab kaun sunega
Mere man ki baat) – (2)
Jiske chhute sakhi sahare – 2
Ab kaun sunega – 2
Mere man ki baat
Ab kaun sunega
Jo karte the kabhi ishare – 2
Dub gaye re chand sitare
Dub gaye dub gaye
Dub gaye re chand sitare
Rah dikhane aayi mujhko – 2
Tufano ki rat
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega
Jyot diye ki jab bujh jaye – 2
Aasu kya usko suljhaye
Aasu kya aasu kya
Aasu kya usko suljhaye
Bhar bhar aati akhiya akhiya
Bhar bhar aati akhiya
Man hazar
(Ab kaun sunega
Mere man ki baat) – (2)
Ab kaun sunega
