Ab Kaha Jau Mera Dushman Jamana Ho Gaya
Ab Kaha Jau Mera Dushman Jamana Ho Gaya
Mere Se Shikwa Hi Kya Apna Begana Ho Gaya
Ab Kaha Jau Mera Dushman Jamana Ho Gaya
Hasrato Arman Meri Bekasi Par Chha Gaya
Hasrato Arman Meri Bekasi Par Chha Gaya
Dil Ka Mit Jana To Gaya Ek Bahana Ho Gaya
ab Kaha Jau Mera Dushman Jamana Ho Gaya
Ek Khilona Tha Mera Dil Tod Kar Wo Chal Diye
Ek Khilona Tha Mera Dil Tod Kar Wo Chal Diye
Tukde Tukde Meri Ulfat Na Fasana Ho Gaya
ab Kaha Jau Mera Dushman Jamana Ho Gaya
Ab Na Aansu Hai Na Aahe Hai Na Hai Darde Jigar
Ab Na Aansu Hai Na Aahe Hai Na Hai Darde Jigar
Eh Tumhari Yaad Ka Dil Me Thikana Ho Gaya
ab Kaha Jau Mera Dushman Jamana Ho Gaya
Ab Kaha Jau Mera Dushman Ho Gaya Song Lyrics from the movie/album Intezar Ke Baad released in the year 2018. The song Ab Kaha Jau Mera Dushman Ho Gaya was sung by Zeenat Begum. The music was given by Azeez Khan. The lyrics were Penned by C Zaman
Share your thoughts