Ab Jo Bichde To Lyrics | Pyara Dushman | Rafiq Sagar | Bappi Lahiri

Ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum
Banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum

Aaj ki raat ke ye chaar pahar sath chale

Fir kabhi sath chale ya na chale kya maalum
Ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum
Banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum

Paake bhi pa na sake khel ye kismat ka sahi

Kho ke bhi kho na sakenge ye tumhe kya maalum
Ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum
Banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum

Humne heere kob hi kaanch ka tukda samjha

Apni kismar pe roye ya na roye kya maalum
Ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum
Banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *