Ab Humko Bhula Do Kehte Hai Song Lyrics from the movie/album Dukhiyari released in the year 2018. The song Ab Humko Bhula Do Kehte Hai was sung by Surendra. The music was given by Gyan Dutt. The lyrics were Penned by F M Kaiser

Ab Humko Bhula Do Kehte Hai Lyrics

Ab Hamko Bhula Do Kahte Hai
Kahte Hai
Kahte The Kabhi Jo Bhulana Na
Bhulana Na Bhulana Na
Wo Apni Najar Se Kahte Hai
Ghar Dil Me Kisi Ke Banana Na
Bhulana Na Bhulana Na

Tu Shad Raho Aabad Raho
Majburiyo Ka Ab Jikar Hi Kya
Majburiyo Ka Ab Jikar Hi Kya
Takdir Hi Bigdi Jab Apni
Phir Tumse Kare Shikwa Kaisa
Phir Tumse Kare Shikwa Kaisa

Ho Shadi Mubarak Tumko
Meri Barbadi Ka Gum Khana Na
Bhulana Na Bhulana Na
Ab Hamko Bhula Do Kahte Hai
Kahte The Kabhi Jo Bhulana Na

Jis Roz Mili Thi Tumse Najar
Aayenge Ye Din Thi Kisko Khabar
Wo Geet Khushi Ke Ha Lab Par
Armano Ka Matam Hai Idhar
Waha Geet Khushi Ke Hai
Lab Par Armano Ka Matam Hai
Idhar Aye Dil Tadapne De
Wo Ho Gaya Jo Tha Hona Na
Bhulana Na Bhulana Na
Ab Hamko Bhula Do Kahte Hai
Kahte The Kabhi Jo Bhulana Na

Na Varsha Hogi Phulo Ki
Phulo Ki
Ya Ashko Ki Aankho Se
Lagi Jhadi
Ya Ashko Ki Aankho Se
Lagi Jhadi
Mana Ke Umange
Mana Ke Umange Har Lahza
Ya Dushman Ja Ek Ghadi
Ya Dushman Ja Ek Ek Ghadi
Aye Dard Sambhalne De Samjha
Aye Hasrate Dil Tadpana Na
Bhulana Na Bhulana Na

Share your thoughts

Khushiyan aur gham sehti hai lyrics, Ek din aap yun humko mil jayenge lyrics, Yes boss ek din aap yun humko mil jayenge lyrics, Tere husn ki kya tarif karu karaoke with lyrics, Tere husn ki kya tarif karun lyrics, Lyrics of tere husn ki kya tarif karun, Khushiyan aur gham sehti hai, Bedardi tere pyar ne lyrics in hindi, Phir bhi tumko chaahunga, Tere husn ki kya tareef karoon lyrics, Duniya bananewale lyrics hindi, Pardesia yeh sach hai piya lyrics