Ab Chhalakate Hue Saagar Nahin Dekhe Jaate Lyrics | Golden Collection Begum Akhtar (Album) | Begum Akhtar

Ab Chhalakate Hue Saagar Nahin Dekhe Jaate Lyrics | Golden Collection Begum Akhtar (Album) | Begum Akhtar

??ab chhalakte huye
Saagar nahi dekhe jaate
Ab chhalakte huye
Ab chhalakte huye
Ab chhalakte huye
Saagar nahi dekhe jaate
Ab chhalakte huye
Tauba ke baad
Tauba ke baad ye manzar nahi dekhe jaate
Tauba ke baad

Mast kar ke mujhe
Auro ko laga musaaqi
Mast kar ke mujhe
Auro ko laga musaaqi
Ye karam hosh me rah kar nahi dekhe jaate
Ye karam hosh me

Sath sath har ek ko is raah me chalna hoga
Sath sath har ek ko is raah me chalna hoga
Ishq me rahzano rahbar nahi dekhe jaate
Ishq me rahzano rahbar nahi dekhe jaate
Ishq me rahzano

Humne humne dekha hai zamane ka badalna lekin
Humne dekha hai zamane ka badalna lekin
Unke badle huye
Unke badle huye
Tevar nahi dekhe jaate
Unke badle huye
Unke badle huye
Unke badle huye
Tevar nahi dekhe jaate
Unke badle huye
Ab chhalakte huye
Ab chhalakte huye
Saagar nahi dekhe jaate
Ab chhalakte huye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *