Ab Aur Na Kuch Bhi Yaad Raha Lyrics | Prempatra | Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury

Ab Aur Na Kuch Bhi Yaad Raha Lyrics | Prempatra | Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury

Ab aur na kuch bhi yaad raha
Ab aur na kuch bhi yaad raha
Na apni jafa na teri wafa
Dil pyar me aisa dub gaya
Ab aur na kuch bhi yaad raha
Na apni jafa na teri wafa
Dil pyar me aisa dub gaya
Ab aur na kuch bhi yaad raha

Samne baitha bich chorahe najar na aaye
Samne baitha bich chorahe najar na aaye
Teri shikayat kon kare ja dekh li teri bhi ada
Ab aur na kuch bhi yaad raha
Na apni jafa na teri wafa
Dil pyar me aisa dub gaya
Ab aur na kuch bhi yaad raha

Bol chupega aur kaha
Raat ke chitwan chand ka darpan
Raat ke chitwan chand ka darpan
Lahro ki dhadkan bol chupega kaha
Har shay me sanam andaaz tera
Ab aur na kuch bhi yaad raha
Na apni jafa na teri wafa
Dil pyar me aisa dub gaya
Ab aur na kuch bhi yaad raha

Mujhko tamanna koi nahi
Teri mohabbat teri chahat meri daulat
Teri mohabbat teri chahat meri daulat
Mujhko tamanna koi nahi
Dil tere siwa sab bhul gaya
Ab aur na kuch bhi yaad raha
Na apni jafa na teri wafa
Dil pyar me aisa dub gaya
Ab aur na kuch bhi yaad raha

Movie Prempatra
Singer Lata Mangeshkar
Director Bimal Roy
Music Composer Salil Chowdhury
Lyricist Rajinder Krishan
Star Cast Shashi Kapoor, Sadhana, Seema Deo, Chand Usmani, Rajendra Nath, Sudhir, Parveen Choudhary, Padma Devi, Laxmi, Sadhana Khote, Hiralal, Vishwas Kunte, Keshto Mukherjee, Satyen Kappu, Madhuri, Bela Bose, Sarita Devi, Raj Verma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *