Aayo Kaha Se Ghanashyam Lyrics | Buddha Mil Gaya | Manna Dey, Archana | R D Burman

Aayo Kaha Se Ghanashyam Lyrics | Buddha Mil Gaya | Manna Dey, Archana | R D Burman

Aa aa aa aa rey
Aayo kaha se ghanshyam
Aayo kaha se ghanshyam
Raina bitayi kis dham
Raina bitayi kis dham
Hay ram
Aayo kaha se ghanshyam
Aayo kaha se ghanshyam
Raina bitayi kis dham
Raina bitayi kis dham

Ha rat ki jagi re
Rat ki jagi re ankhiya hain tori
Rat ki jagi re ankhiya hain tori
Ho rahi gali gali jiya ki chori
Ho rahi gali gali jiya ki chori
Ho nahi jana badnam hay ram
Aayo kaha se ghanshyam hay ram
Aayo kaha se ghanshyam
Aayo kaha se ghanshyam

Saja dhaja tumhri kaa kahu rasiya
Saja dhaja tumari kaa kahu rasiya
Aise lage tere hatho me bansiya
Aise lage tere hatho me bansiya
Jaise katari liyo tham hay ram
Jaise katari liyo tham hay ram
Aayo kaha se ghanshyam
Aayo kaha se ghanshyam
Aayo kaha se ghanshyam

Mai na kahu kachhu mose na rutho
Mai na kahu kachhu mose na rutho
Tum khud apne jiyara se punchho
Tum khud apne jiyara se punchho
Biti kaha pe kal sham
Aayo kaha se ghanshyam
Aayo kaha se ghanshyam
Aayo kaha se ghanshyam
Aayo kaha se ghanshyam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *