Aaye Re Din Sawan Ke Sawan Ke Lyrics | Gaban | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Aaye Re Din Sawan Ke Sawan Ke Lyrics | Gaban | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Aaye re din sawan ke sawan ke
Balam tere aavan ke aavan ke
Aaye re din sawan ke sawan ke
Balam tere aavan ke aavan ke
Aaye re din sawan ke

Tere pyar kaa jog liya mohe log kahe divani
Tere pyar kaa jog liya mohe log kahe divani
Ho ghar-ghar ki is kaha-suni me mai ban gayi kahani
Aaye re din sawan ke sawan ke
Balam tere aavan ke aavan ke
Aaye re din sawan ke

Do naino ke dip jalaye jagu sari raina
Do naino ke dip jalaye jagu sari raina
O kaise lage nain piya jab tum sang lage naina
Aaye re din sawan ke sawan ke
Balam tere aavan ke aavan ke
Aaye re din sawan ke

Aam jale jhule pe baitu puchhe meri sakhiya
Aam jale jhule pe baitu puchhe meri sakhiya
O kaun videsi kar gaya jaadu kin sang laagi akhiya
Aaye re din sawan ke sawan ke
Balam tere aavan ke aavan ke
Aaye re din sawan ke sawan ke
Balam tere aavan ke aavan ke
Aaye re din sawan ke

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *