Aaya Mera Sajan Aaya Lyrics | Zevarat | Geeta Dutt | Hansraj Behl

Aaya Mera Sajan Aaya Lyrics | Zevarat | Geeta Dutt | Hansraj Behl

??aaya mera sajan aaya
Aaya mera sajan aaya
Ho sajan aaya
Aaya mera sajan aaya
Ho sajan aaya

Ae chand na ab sharma tu
Badal me muh na chupa tu
Mere chand ke samne aa tu
Mere chand ke samne aa tu
Phirta hai bada itraaya
Phirta hai bada itraaya
O sajan aaya
Aaya mera sajan aaya
O sajan aaya

Raato ki nind uda kar
Taaro ko meet bana kar
Raato ki nind uda kar
Taaro ko meet bana kar
Jivan ko gum me mita kar
Mushkil se tujhe apnaya
Mushkil se tujhe apnaya
Ho sajan aaya
Aaya merasajan aaya
Ho sajan aaya

Dekho to ye parwane
Nanhe munne diwane
Dekho to ye parwane
Nanhe munne diwane
Aaye the ishk jatane
Jivan ko apne jalaya
Jivan ko apne jalaya
Ho sajan aaya
Aaya mera sajan aaya
Ho sajan aaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *