Aawan Ankhiyan Jawan Ankhiyan Song Lyrics from the movie/album Ahista Ahista released in the year 2016 starring Abhay Deol, Soha Ali Khan. The song Aawan Ankhiyan Jawan Ankhiyan was sung by Himesh Reshammiya, Jayesh Gandhi. This movie/album was directed by Shivam Nair. The music was given by Himesh Reshammiya. The lyrics were Penned by Irshad Kamil. The music rights for song purely belongs to T-Series

Aawan Ankhiyan Jawan Ankhiyan Lyrics

Iss Duniya Ka Sang Na Chahu
Na Main Jhumka Kangan Na Chahu
Jaise Bhi Ho Jitna Bhi Ho
Rang Piya Ke Rangna Chahu
Rang Piya Ke Rangna Chahu

Aa Mil Aa Mil….
Aa Mil Aa Mil….
Aa Mil Aa Mil….
Aawan Ankhiyan
Jaawan Aankhiyan
Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan
Aawan Ankhiyan
Jaawan Aankhiyan
Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan
Aa Mil Aa Mil….
Aawan Ankhiyan
Jaawan Aankhiyan
Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan

Jabse Piya Ke Saath Lagi Hain
Saari Saari Raat Jagi Hain
Jabse Piya Ke Saath Lagi Hain
Saari Saari Raat Jagi Hain
Piya Ko Dhunde Piya Ko Chahe
Piya Milan Ki Dekhe Raahen
Piya Ko Dhunde Piya Ko Chahe
Piya Milan Ki Dekhe Raahen
Raahen Raahen
Jogan Ankhiyan
Jogan Ankhiyan
Dard-e-judaai Bhogan Ankhiyan
Aawan Ankhiyan
Jaawan Aankhiyan
Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan

Baanwri Mujhko Kehte Piya Ji
Gaanv Ko Jab Se Chhod Diya Ji
Baanwri Mujhko Kehte Piya Ji
Gaanv Ko Jab Se Chhod Diya Ji
Piya Milan Ki Aas Mein Nikli
Safal Jawani Mom Si Pighli
Piya Milan Ki Aas Mein Nikli
Safal Jawani Mom Si Pighli
Pighli, Pighli
Jaagan Ankhiyan
Sowan Ankhiyan
Yaad Mein Teri Rowan Ankhiyan
Aawan Ankhiyan
Jaawan Aankhiyan
Hijra Mein Tere Ankhiyan
Aa Mil Aa Mil….
Aa Mil Aa Mil….
Aa Mil Aa Mil….
Aawan Ankhiyan
Jaawan Aankhiyan
Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan
Aawan Ankhiyan
Jaawan Aankhiyan
Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan.

Share your thoughts

Himesh reshammiya, Ahista ahista, Jayesh gandhi, Aawan akhiyan jawan akhiyan (qawwali), Ahista, Ankhiyan, Aawan, Himesh, Abhay deol, Akhiyan, Jawan, Jaawan, Jayesh, Gandhi, Abhay, Reshmmiyaa, Soha ali khan, Hashim, Akhiya, Irshad kamil, Ishq ne tere ishq ne, Khan, Kunal ganjawala, Ishq ne tere (remix), Deol, Soha, Ishq, Sameer, Sawalon, Imtiaz ali, Akbar sami, Ishq ne tere, Woh, Ali, Hizr, Mein, Rann, Aftab, Music, Bheege, Imtiaz, Playback