Aawaaragi Ba Rang E Tamaashaa Buri Nahin Lyrics | Mahtab (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Aawaaragi Ba Rang E Tamaashaa Buri Nahin Lyrics | Mahtab (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

??aawaargi ba rang ae tamaasha buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaasha buri nahi
Zauq ae nazar mile to ye duniya buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

Kahte hain teri zulf e parishaan ko zindagi
Kahte hain teri zulf e parishaan ko zindagi
Ae dost zindagi ki tamanna buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

Hai na khuda ka meri tabaahi se waasta
Hai na khuda ka meri tabaahi se waasta
Main janta hun niyat ae dariyaa buri nahi
Main janta hun niyat ae dariyaa buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

Is rahzan ae hayaat zamaane se dur chal
Is rahzan ae hayaat zamaane se dur chal
Mar bhi gaye to chaadar ae sahara buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi
Zauq ae nazar mile to ye duniya buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi
Aawaargi ba rang ae tamaashaa buri nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *