Aavo Sakhi Hum Gaye Tarana Lyrics | Zevarat | Hamida Banu, Shanta Kunwar | Hansraj Behl

Aavo Sakhi Hum Gaye Tarana Lyrics | Zevarat | Hamida Banu, Shanta Kunwar | Hansraj Behl

??aao sakhi hum gaye tarana
Gaye tarana
Na sakhi na
Na sakhi na zalim hai zamana o
Na sakhi na zalim hai zamana
Aao sakhi hum gaye tarana
Gaye tarana
Na sakhi na zalim hai zamana o
Na sakhi na zalim hai zamana

Hai chand sa mukhda tera
Nahi nazar na lag jaye
Kaliyo si jawani teri
Aur patli kamar hai
Julfe hain nagan chehra gulabi
Aankhe hai masti ka paimana
Na sakhi na zalim hai zamana o
Na sakhi na zalim hai zamana

Tumhe kitna pukare zamana
Yahi hai yahi hai
Bijli jo giraaye dil pe
Hay iski ?? hai
O dil tadpaye aag lagaye
Jaadu bhara iska muskana
Na sakhi na zalim hai zamana o
Na sakhi na zalim hai zamana

Tere teer-e-nazar ka jakhmi
Hay sine na paye
Teri nazro se nazar milake
Hay chain na aaye
O tirchi nazar hain
Nazar me asar hai
Khwabo me nazre unse milana
Na sakhi na zalim hai zamana o
Na sakhi na zalim hai zamana
Aao sakhi hum gaye tarana
Gaye tarana
Na sakhi na zalim hai zamana o
Na sakhi na zalim hai zamana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *