Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhataa Hun, Naam Abadul Hai Lyrics | Shaan | Mohammed Rafi | R D Burman

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhataa Hun, Naam Abadul Hai Lyrics | Shaan | Mohammed Rafi | R D Burman

Ya ali
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Naam abdul hai mera
Kya
Ho
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hu
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hu

Sar kisike samne jhuk jaaye mera
Ye mujhe manzur nahi
Aa pade vaqt to maut aaye sahi
Par mai majbur nahi
Sar kisike samne jhuk jaaye mera
Ye mujhe manzur nahi
Aa pade vaqt to maut aaye sahi
Par mai majbur nahi
Jaan par khel jaau
Mai vo jigar rakhta hu
Jaan par khel jaau
Mai vo jigar rakhta hu
Naam abdul hai mera
Kya
Ha
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hu
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hu

Kisne liya kisne diya
Kisne kaha maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya ka
Hal chhupa rakha hai
Kisne liya kisne diya
Kisne kaha maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya ka
Hal chhupa rakha hai
Bol sakata hu zubaan
Band magar rakhta hu
Bol sakata hu zubaan
Band magar rakhta hu
Naam abdul hai mera
Kya
Ha
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hu
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *