Aata Hai Zindagi Lyrics | Meri Kahani | Geeta Dutt | Datta Korgaonkar

Aata Hai Zindagi Lyrics | Meri Kahani | Geeta Dutt | Datta Korgaonkar

Aata hai zindagi me
Aata hai zindagi me
Aisa bhi ek zamana
Aisa bhi ek zamana
Marne ka dhundti hai khud zindagi bahana
Khud zindagi bahana

Kya puchti hai dunia
Kya puchti hai dunia
Biti hai mujhpe kya kya
Biti hai mujhpe kya kya
Ek dukh ki hai kahani
Ek dukh ki hai kahani
Ek dard ka fasana
Ek dard ka fasana

Majbur zindagi me mujhsa koi na hoga
Majbur zindagi me mujhsa koi na hoga
Khud hi jala rahi hu
Khud hi jala rahi hu
Mai apna aashiyana
Mai apna aashiyana
Marne ka dhundti hai khud zindagi bahana
Khud zindagi bahana

Ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du
Ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du
O bhul jane wale
O bhul jane wale
Mushkil hai bhul jana
Mushkil hai bhul jana
Aata hai zindagi me aisa bhi ek zamana
Aisa bhi ek zamana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *