Aata Hai Mujhko Yaad Tera Pyar, Rehta Hai Yeh Dil Mera Beqarar Lyrics | Purani Haveli | Suresh Wadkar | Ajit Singh

Aata Hai Mujhko Yaad Tera Pyar, Rehta Hai Yeh Dil Mera Beqarar Lyrics | Purani Haveli | Suresh Wadkar | Ajit Singh

Aata hai mujhko yaad tera pyar rahta hai ye dil mera bekarar
Sapno me chuma tujhko kai bar baho me teri hi mila karar
Suno tum jaha bhi ho sanam tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal yaad aata hai har pal
Wo zamana mai hu tera diwana
Tu sama mai parwana na bhulana bhul na jana lot aana

Tere bin kuch bhi to na bhaye rat ko tadpu nind na aaye
Tujhko chhune ko dil ye lalchaaye
Yaad aate hai wo zulfo ke saye
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal yaad aata hai har pal
Wo zamana mai hu tera diwana
Tu sama mai parwana na bhulana bhul na jana lot aana

Do pyar karne walo ko kaha jine deta hai beraham jaha
Todkar zulmo ki diware aa basa le pyar ka jaha
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal yaad aata hai har pal
Wo zamana mai hu tera diwana
Tu sama mai parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana na bhualna lot jana bhul na jana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *