Aasman Wale Bata De Ki Hai Maine Kya Khata Lyrics | Shirin Farhad | Lata Mangeshkar | S Mohinder

Aasman Wale Bata De Ki Hai Maine Kya Khata Lyrics | Shirin Farhad | Lata Mangeshkar | S Mohinder

Aasma wale bata de
Aasma wale bata de ki hai maine kya khata
Jiske badle teri duniya de rahi hai ye saja
Aasma wale bata

Lut gayi hai wo bahare lut gayi hai
Lut gayi hai wo bahare wo khushi ke din gaye
Ab jiyenge kya ke jine ke sahare chhin gaye
Char din ka ye tarana kis kadar mahanga pada
Aasma wale bata

Rah mushki hai wafa ki rah me
Rah mushkil hai wafa ki or manjil dur hai
Main bhi hu majbur mera pyar bhi majbur hai
Khatam hoga jane kab tak do dilo ka fasla
Aasma wale bata de ki hai maine kya khata
Jiske badle teri dunia de rahi hai ye saja
Aasma wale bata

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *