Aasmaan Ko Chhukar Dekha Lyrics | Hanuman Returns | Daler Mehndi | Tapas Relia

Aasmaan Ko Chhukar Dekha Lyrics | Hanuman Returns | Daler Mehndi | Tapas Relia

Aasmaan ko chukar dekha
Taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum
Ki tufaano se yaari
Aasmaan ko chukar dekha
Taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum
Ki tufaano se yaari
Aasmaan ko chukar dekha
Taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum
Ki tufaano se yaari
Kya karoon aur kya nahin
Baat kisi se kahi nahin
Mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin

Paagalpan yeh kaisa hai
Ki jaisa taisa hai
Soch ki najakat hai
Thodi si sharaarat hain
Tedha yeh saamaa kyun
Aafat mein jaan kyun hai
Mach raha bawaal kyun hai
Ulta yeh dimaag kyun hain
Aasmaan ko chukar dekha
Taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum
Ki tufaano se yaari

Yeh yeh yeh aankh micholi
Chor daaku bhooth kohli
Bum bum bajarang bali
Mahabali mahabali
Khalbali hi khalbali dekho hai ho chali
Dhrati saagar taare hi pyaare
Aasmaan ko chukar dekha
Taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum
Ki tufaano se yaari
Kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahin nahin
Mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin
Aasmaan ko chukar dekha
Taaron ki gali sawaari
Chaand par bhi naache hum
Ki tufaano se yaari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *