Aashiqon Ne Husn Ko Song Lyrics from the movie/album Shrimatiji released in the year 2016 starring I.S. Johar, Shyama. The song Aashiqon Ne Husn Ko was sung by Kishore Kumar, Shamshad Begum. This movie/album was directed by I.S. Johar. The music was given by Jimmy. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aashiqon Ne Husn Ko Lyrics

Aashiqon Ne Husn Ko
Ulat Pulat Kar Diya Arre
Nikal Gayi Akad Makad
Sar Ko Neecha Kar Diya
Nikal Gayi Akad Makad
Sar Ko Neecha Kar Diya

Dekho Dekho Duniya Waalon
Hamne Pakdi Titliyaan
Ishq Ke Ishaaron Pe
Naachengi Ye Kathputliyaan
Naachengi Ye Kathputliyaan

Arre Aashiqon Ne Husn
Par Julam Julam Kar Diya
Jo Na Karna Chaahiye Thha
Wo Bhi Aaj Kar Diya
Jo Na Karna Chaahiye Thha
Wo Bhi Aaj Kar Diya
Aashiqon Ko Husn Ko
Ulat Pulat Kar Diya
Nikal Gayi Akad Makad
Sar Ko Neecha Kar Diya
Dekho Dekho Husn Ki
Ye Zehar Bhari Pyaaliyaan
Zehar Bhari Pyaaliyaan
Aashiqon Ke Dil Ko Dasen
Naaginen Ye Kaaliyaan
Naaginen Ye Kaaliyaan
Jhoomti Hain Haaye
Jhoomti Hain Been Par
Bajaao Zara Taaliyaan
Bajaao Zara Taaliyaan

Aashiqon Ne Husn Ko
Tang Tang Kar Diya
Ishq Ki Pitaariyon Mein
Band Band Kar Diya
Ishq Ki Pitaariyon Mein
Band Band Kar Diya Hoy
Aashiqon Ko Husn Ko
Ulat Pulat Kar Diya
Nikal Gayi Akad Makad
Sar Ko Neecha Kar Diya
Dulki Dulki Chaal Mein
Aayin Dikhaati Mastiyaan
Dulki Dulki Chaal Mein
Aayin Dikhaati Mastiyaan
Aashiqon Ke Dilon Ki
Ujaadti Hain Bastiyaan
Ishq Ki Lagaam Se Qaaboo
Mein Hain Ye Hastiyaan
Ishq Ki Lagaam Se Qaaboo
Mein Hain Ye Hastiyaan

Aashiqon Ne Husn Ka Haal
Bura Kar Diya Haddiyon Ko
Pasliyon Ko Choor Choor
Kar Diya Haddiyon Ko
Pasliyon Ko Choor
Choor Kar Diya Hoy
Aashiqon Ko Husn Ko
Ulat Pulat Kar Diya
Nikal Gayi Akad Makad
Sar Ko Neecha Kar Diya
Nikal Gayi Akad Makad
Sar Ko Neecha Kar Diya.

Share your thoughts

Shamshad begum, Kishore kumar, Shrimatiji, Shyama, A tribute to kishore kumar, Kishore kumar singing for rajendra nath, Kishor kumar, Jimmy, Kishore songs, Kishore, I s johar, Aashiqon ko, Johar, Kishor, Kumar, I.s. johar, Shrimati ji, Shreematiji, Hindi music, Ram avtar, Hindi songs, Hindi film songs, Music, Ishq ne, Director, Nasir khan, Agha miraz, Film songs, Old classic, 4 august 1929, Raja mehdi ali khan, Lipstick laganewale, Song, Agha, Nath, Majnu