Aarzoo Meri Song Lyrics from the movie/album Sunset Point released in the year 2015. The song Aarzoo Meri was sung by Bhupinder Singh, Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra). The music was given by Vishal Bhardwaj. The lyrics were Penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra). The music rights for song purely belongs to Sony Music Entertainment

Aarzoo Meri Lyrics

Aarzoo Meri Pakad Ke
Raaste Le Chali Kahi
Yeh Junoon Hai Ya Sukoon
Hai Main Kahi Nahi
Aarzoo Meri Pakad Ke
Raaste Le Chali Kahi

Sile Huye Labo Pe Ek Shor Hai
Pukarte Hye Badan Ki Baat Or Hai
Sile Huye Labo Pe Ek Shor Hai
Pukarte Hye Badan Ki Baat Or Hai
Badan Yeh Mere Ikhtiyar Mein Nahi
Aarzoo Meri Pakad Ke
Raaste Le Chali Kahi
Yeh Junoon Hai Ya Sukoon
Hai Main Kahi Nahi

Julas Do Mujhko Raah Se Guzar Do
Ke Chir Ke Mera Badan Utaar Do
Julas Do Mujhko Raah Se Guzar Do
Ke Chir Ke Mera Badan Utaar Do
Qarar Saath To Qarar Mein Nahi
Aarzoo Meri Pakad Ke
Raaste Le Chali Kahi
Yeh Junoon Hai Ya Sukoon
Hai Main Kahi Nahi.

Share your thoughts

No Keywords