Aar Dariya Paar Dariya Beech Duwapa Yaaron Ka
Koi To Aawe Koi To Pooche Khair Kharaaba Yaaron Ka
Aar Dariya Paar Dariya Beech Duwapa Yaaron Ka
Koi To Aawe Koi To Pooche Khair Kharaaba Yaaron Ka
Aar Vi Yaari Paar Vi Yaari Beech Mein Behti Raavi Haey
Raat Ko Doobe Din Mein Teyre Yaar Se Kehti Raavi
Abhi Doob Ke Milne Aaja Jug Jeeve
Jhooti Phooti Gale Laga Ja Jug Jeeve
Abhi Doob Ke Milne Aaja Jug Jeeve
Jhooti Phooti Gale Laga Ja Jug Jeeve
Kabhi Doob Ke Aaja Haey Shaawa
Kabhi Teyr Ke Aaja Haey Shaawa
Kabhi Doob Ke Aaja Haey Shaawa
Kabhi Teyr Ke Aaja Haey Shaawa
Baatain Saari Labon Tak Aaiyaan
Ek Bhi Kahi Gaiin Na Saaiyaan
Dil Ne Bohot Mujhe Samjhaaiyaan
Tere Naam Se Ho Tere Naam Se
Yaadain Hain Virha Ki Chaaiyaan
Main Ne Pakarr Pakarr Parchaaiyaan
Kaati Hain Kitni Ruswaaiyaan
Tere Naam Se Ho Tere Naam Se
Baar Chata Ke Chalaaoun Baava Kitne Chaand Ghata De
Baraf Pari Hai Vaadi Vaadi Phir Se Hari Karaa De
Sadiyaan Beeti Munh Nahi Dekha Yaaron Ka
Dil Ka Haal Dikha De Re Baaba Yaaron Ka
Sadiyaan Beeti Munh Nahi Dekha Yaaron Ka
Dil Ka Haal Dikha De Re Baaba Yaaron Ka
Kabhi Doob Ke Aaja Haey Shaawa
Kabhi Teyr Ke Aaja Haey Shaawa
Kabhi Doob Ke Aaja Haey Shaawa
Kabhi Teyr Ke Aaja Haey Shaawa
Kabhi Doob Ke Aaja Haey Shaawa
Kabhi Teyr Ke Aaja Haey Shaawa
Aar Dariya Song Lyrics from the movie/album Teen Thay Bhai released in the year 2018 starring Om Puri, Shreyas Talpade. The song Aar Dariya was sung by Sukhwinder Singh. This movie/album was directed by Mrigdeep Singh Lamba. The music was given by Sukhwinder Singh. The lyrics were Penned by Gulzar
Share your thoughts