Aapki Antara (Title) Lyrics  | Aapki Antara | Zaynah Vastani, Aditya Verma

Aapki Antara (Title) Lyrics | Aapki Antara | Zaynah Vastani, Aditya Verma

Aapki antara
Khamoshi ke kagaz pe
Bachpan ki baatein likhna
Rangberani din likhna
Pariyo si raatein likhna
Kucch sapne kuchh khel bhi likhan
Kuchh apno se mel bhi likhna
Kuchh khushiyaa kuchh aansu khare
Thodi zid aur shor shraare
Aur ant mein likh dena
Aapki antara aapki antara

Na rona na hasna jaane
Na dukh dard stata hai
Itna bhi maalum nahi
Kisse kiasa nata hai
Koi sharaarat bhi na jaane
Jo keh dun bas wo sach maane
Aapki antara aapki antara
Aapki antara.

Movie Aapki Antara
Director Sanjay Surkar
Star Cast Zaynah Vastani, Aditya Verma, Prabhleen Sandhu, Himanshu Malhotra, Sahil, Sandeep Upadhaya, Nikhil Ratanparkhi, Alka Mogha, Sujata Kumar, Vijay Aidasani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *