Aapke Pyaar Mein Song Lyrics from the movie/album Raaz released in the year 2013 starring Dino Morea, Bipasha Basu. The song Aapke Pyaar Mein was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by Vikram Bhatt. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Aapke Pyaar Mein Lyrics

Aap Ke Pyaar Mein Hum Savarne Lage
Dekh Ke Aap Ko Hum Nikhar Ne Lage
Is Kadar Aap Se Hum Ko Mohabbat Huvi
Is Kadar Aap Se Hum Ko Mohabbat Huvi
Toot Ke Baajuon Mein Bikharne Lage
Aap Ke Pyaar Mein Hum Savarne Lage

Aap Jo Is Tarah Se Tadapayenge
Aise Aalam Mein Pagal Ho Jaayenge
Aap Jo Is Tarah Se Tadapayenge
Aise Aalam Mein Pagal Ho Jaayenge
Woh Mil Gaya Jiski Hume Kab Se Talash Thi
Bechain Si In Saason Mein Janmo Ki Pyaas Thi
Jism Se Rooh Mein Hum Utarne Lage
Jism Se Rooh Mein Hum Utarne Lage
Is Kadar Aap Se Hum Ko Mohabbat Huvi
Is Kadar Aap Se Hum Ko Mohabbat Huvi
Toot Ke Baajuon Mein Bikharne Lage
Aap Ke Pyaar Mein Hum Savarne Lage

Roop Ki Aanch Se Tan Pigal Jaayega
Aag Lag Jaayegi Mann Machal Jaayega
Roop Ki Aanch Se Tan Pigal Jaayega
Aag Lag Jaayegi Mann Machal Jaayega
Yeh Lab Zara Takraye Jo Dilbar Ke Hot Se
Chingariyaan Udne Lagi Shabnam Ki Chot Se
Hum Sanam Had Se Aage Guzar Ne Lage
Hum Sanam Had Se Aage Guzar Ne Lage
Is Kadar Aap Se Hum Ko Mohabbat Huvi
Is Kadar Aap Se Hum Ko Mohabbat Huvi
Toot Ke Baajuon Mein Bikharne Lage
Aap Ke Pyaar Mein Hum Savarne Lage
Aap Ke Pyaar Mein Hum Savarne Lage.

Share your thoughts

Nadeem shravan, Alka yagnik, Aapke pyaar mein, Aapke pyaar mein hum savarne lage remix, Aapke pyaar mein hum savarne lage, Aapke pyaar mein lyrics – alka yagnik, Bipasha basu, Dino morea, Aapke pyar mein, Aapke pyar mein hum (dj jhankar) | raaz | abhijeet | alka yagnik | by danish |, Aapke pyaar mein hum savarne lage dj song, Aapke pyaar mein hum, Aapke pyaar mein piano, Alka yagnik songs, Alka yagnik ke gane, Aapke pyaar mein jhankar, Aapke pyaar mein savarne lage