Aap Ki Khata Bewafai Maf Karta Hai Dil Jane Kyu Lyrics | Bardaasht | Shaan, Alka Yagnik | Himesh Reshammiya

Aap Ki Khata Bewafai Maf Karta Hai Dil Jane Kyu Lyrics | Bardaasht | Shaan, Alka Yagnik | Himesh Reshammiya

Aapse hai gila aapse hi pyar
Aapka tha mujhe har pal intzar
Bardasat nahi hota ab mujhse mere yaar

Aapse hai gila aapse hi pyar
Aapka tha mujhe har pal intzar
Bardasat nahi hota ab mujhse mere yaar
Aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu
Aapse sanam itna hi pyar karta hai dil jane kyu
Aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu

Aapki aarzu dil ko bar bar lekin hai
Shikayate mujhko besumar
Bardasat nahi hota ab mujhse mere yaar
Aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu
Aapse sanam itna hi pyar karta hai dil jane kyu

Hum ye nahi kahte dil ke bure ho tum
Gustakiya lekin karte rahte ho tum
Hum ye nahi kahte dil ke bure ho tum
Gustakiya lekin karte rahte ho tum
Aapki sabhi gustakiya maf karta hai dil jane kyu
Aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu

Do kadam chalo tum do kadam chale hum
Khamoshiyo ka ye kissa khatam kare hum
Do kadam chalo tum do kadam chale hum
Khamoshiyo ka ye kissa khatam kare hum
Aapki sabhi khamoshiya maf karta hai dil jane kyu
Aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu
Aapse sanam itna hi pyar karta hai dil jane kyu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *