Aap Hi Se Dosti Lyrics  | Gunahon Ka Devta | Mithun Chakraborty, Sangeeta Bijlani | Anu Malik, Sadhana Sargam | Anu Malik

Aap Hi Se Dosti Lyrics | Gunahon Ka Devta | Mithun Chakraborty, Sangeeta Bijlani | Anu Malik, Sadhana Sargam | Anu Malik

Aap hi se dosti aap hi se pyar
Aap ke liye ayenge
Duniya mein bar bar
Aap hi se dosti aap hi se pyar
Aap ke liye ayenge
Duniya mein bar bar
Aap hi se dosti aap hi se pyar
Aap ke liye ayenge
Duniya mein bar bar

Sach kahta hain
Aapka deewana
Deewana deewana
Deewana deewana
Aap hi se dosti
Aap hi se pyar
Aap ke liye ayenge
Duniya mein bar bar

Aap jaisa dusra
Ab khuda kya banayega
Husan or sabab itna
Ab kaha se layega
Aap jaisa dusra
Ab khuda kya banayega
Husan or sabab itna
Ab kaha se layega
Husan tha jaha mein
Jitna ap par kiya nisar
Husan tha jaha mein
Jitna ap par kiya nisar
Sach kahta hain
Aapka deewana
Deewana deewana
Deewana deewana
Aap hi se dosti aap hi se pyar
Aap ke liye ayenge
Duniya mein bar bar

Aap jaisa aashik sacha
Hum kaha se payenge
Sare jaha mein bas
Hum aapko hi chahenge
Aap jaisa aashik sacha
Hum kaha se payenge
Sare jaha mein bas
Hum aapko hi chahenge
Aap pe yakin humko
Aap pe hain aitbaar
Aap pe yakin humko
Aap pe hain aitbaar
Sach kahti hain
Aapki deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Aap hi se dosti
Aap hi se pyar
Aap ke liye ayenge
Duniya mein bar bar
Sach kahta hain
Aapka deewana
Deewana deewani
Deewana deewani
Aap hi se dosti
Aap hi se pyar
Aap ke liye ayenge
Duniya mein bar bar.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *