Aap Hamare Sath Nahin Lyrics | Madham Madham | Ghulam Abbas | Ghulam Abbas | Ghulam Abbas

Aap hamare sath nahin
Chaliye koi baat nahin
Aap hamare sath nahin
Chaliye koi baat nahin
Aap kisi ke ho jaaye
Aap kisi ke ho jaaye
Aap ke bas ki baat nahin
Aap hamare sath nahin
Chaliye koi baat nahin

Dil ka shisha tut gaya
Waqt bhi humse rooth gaya
Dil ka shisha tut gaya
Waqt bhi humse rooth gaya
Ab humko aawaaz na do
Ab humko aawaaz na do
Ab aise haalaat nahin
Aap kisi ke ho jaaye
Aap ke bas ki baat nahin
Aap hamare sath nahin
Chaliye koi baat nahin

Dil bhi tumhara hai jaanam
Jaan bhi de sakte hai hum
Dil bhi tumhara hai jaanam
Jaan bhi de sakte hai hum
Sab hai gawara humko magar
Sab hai gawara humko magar
Tohine zazbaat nahin
Aap kisi ke ho jaaye
Aap ke bas ki baat nahin
Aap hamare sath nahin
Chaliye koi baat nahin
Aap hamare sath nahin
Chaliye koi baat nahin.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *