Aao Sakhi Mangal Gao Ki Subh Din Aaye Ri
Aao Sakhi Mangal Gao Ki Subh Din Aaye Ri
Duj Ki Chand Si Pyari Suratiya Duj Ki Chand Si Pyari Suratiya
Dekhan Aayi Hai Sari Nagariya Saj Ke Aaye Hai Lakshman Dulha
Lakshan Dulha Lakshan Dulha Saj Ke Aaye Hai Lakshman Dulha
Chandan Chauk Lagao Chandan Chauk Lagao
Ki Aanand Chaye Ki Aanand Chaye Ri
Aao Sakhi Mangal Gao Ki Subh Din Aaye Ri
Aao Sakhi Mangal Gao Ki Subh Din Aaye Ri
Mathe Pe Bindiya Nayno Me Kajra
Mathe Pe Bindiya Nayno Me Kajra
Sobhe Gale Vich Phulo Ka Gazra Sobhe Gale Vich Phulo Ka Gazra
Solah Singar Saji Dulhaniya Solah Singar Saji Dulhaniya
Solah Singar Saji Dulhaniya Moti Me Mang Bharo
Moti Me Mang Bharo Sajan Man Bhaye
Sajan Man Bhaye Ri Aao Sakhi Mangal Gao
Ki Subh Din Aaye Ri Aao Sakhi Mangal Gao
Ki Subh Din Aaye Ri Manchaha War Pao Beti
Akhand Shobhagya Vati Bhav Devi Pujan Aaj Chali Sukumari
Man Me Aas Umang Liye Naino Me Preet Ka Rang Liye
Man Me Aas Umang Liye Naino Me Preet Ka Rang Liye
Aayi Dwar Tumhare
Aao Sakhi Mangal Gao Ki Shubh Din Aaye Ri Song Lyrics from the movie/album Veer Ghatotkach released in the year 2018 starring Shahu Modak, Meena Kumari. The song Aao Sakhi Mangal Gao Ki Shubh Din Aaye Ri was sung by Saroj, Shanti Sharma. This movie/album was directed by Nanubhai Bhatt. The music was given by Shrinath Tripathi. The lyrics were Penned by Ramesh Joshi
Share your thoughts