Aao Logo Tumhe Sunaau Apne Ghar Ki Kahani Song Lyrics from the movie/album Hum Kahan Ja Rahe Hain released in the year 2018 starring Prakash, Neena. The song Aao Logo Tumhe Sunaau Apne Ghar Ki Kahani was sung by Manna Dey. This movie/album was directed by Nitin Bose. The music was given by Basant Prakash. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi

Aao Logo Tumhe Sunaau Apne Ghar Ki Kahani Lyrics

Aao Logo Tumhe Sunao Apne Ghar Ki Kahani
Nangi Hokar Nach Rahi Hai Desh Me Beimani
Kahi Hai Dhokha Kahi Daga Hai Or Kahi Manmani
Nangi Hokar Nach Rahi Hai Desh Me Beimani

Ek Taraf Seema Par Sankat Ek Taraf Makkari
Ek Taraf Seema Par Sankat Ek Taraf Makkari
Udhar Sipahi Khun Bahate Idhar Hai Chor Bazari
Isse Badhkar Ab Kya Hogi Apne Patan Ki Nishani
Isse Badhkar Ab Kya Hogi Apne Patan Ki Nishani
Nangi Hokar Nach Rahi Hai Desh Me Beimani

Kisi Tarah Ban Jaye Lakhpati Inke Yahi Mansube
Kisi Tarah Ban Jaye Lakhpati Inke Yahi Mansube
Inko Apna Ghar Bharna Desh Bhale Hi Dube
Inko Apna Ghar Bharna Desh Bhale Hi Dube
Apne Purkho Ki Izzat Par Fer Diya Hai Pani
Apne Purkho Ki Izzat Par Fer Diya Hai Pani
Nangi Hokar Nach Rahi Hai Desh Me Beimani

Kaha Gaya Wo Samay Ke Jab The Harischandar Se Dani
Kaha Gaya Wo Samay Ke Jab The Harischandar Se Dani
Kaha Ram Hai Kaha Bharat Hai Kaha Hai Sita Rani
Kaha Ram Hai Kaha Bharat Hai Kaha Hai Sita Rani
Wo Bhi Hindustani The Or Hum Bhi Hindustani
Wo Bhi Hindustani The Or Hum Bhi Hindustani
Nangi Hokar Nach Rahi Hai Desh Me Beimani

Suno Bhayio Ek Tadapte Dil Ne Tumhe Pukara
Suno Bhayio Ek Tadapte Dil Ne Tumhe Pukara
Aaj Lagado Nagar Nagar Me Gaw Gaw Me Nara
Aaj Lagado Nagar Nagar Me Gaw Gaw Me Nara
Chahe Apna Bap Ho Chahe Beta Apna Pyara
Chahe Apna Bap Ho Chahe Beta Apna Pyara
Jo Bhi Yaha Hai Desh Ka Dushman Dushman Hai Wo Hamara
Dushman Hai Wo Hamara Dushman Hai Wo Hamara

Share your thoughts

Kahani, Hum kahan ja rahe hain, Aao logo tumhe sunaau, Raja nal aur damyanti ki kahani, Vasant prakash, Sant ravidas ki kahani, Raja bharthari ki kahani, Raja gopichand ki kahani, Rani damyanti ki kahani, Brijesh shastri ki kahani, Dehati kissa kahani, Prakash das ji maharaj ke bhajans, | kichak vadh vol 2, Param sant kanwar saheb ji maharaj, Prakash das ji maharaj new song, Prakash das ji maharaj, Amit saini rohtakiya, Prakash das ji ke bhajan, Prakash baba bhajans