(Ey Aao Karen Baatein Aur Baatein Mulaakaatein
O Pyaar Ke Din Aaye, Prem Ki Raatein) – (2)
Aise Kyun Khoye Ho Rut Suhaani Mein – (2)
Phir Kahaan Yeh Mausam Iss Jawaani Mein
Iss Hawa Se Lag Rahi Hai Aag Paani Mein
Ey Aao Karen Baatein Aur Baatein Mulaakaatein
O Pyaar Ke Din Aaye, Prem Ki Raatein
Hai Milan Ki Yeh Bela Kab Milan Hoga – (2)
Dil Tadap Jaayenge Tab Milan Hoga
Abb Toh Hamase Hasake Keh Do Abb Milan Hoga
(Ey Aao Karen Baatein Aur Baatein Mulaakaatein
O Pyaar Ke Din Aaye, Prem Ki Raatein) – (2)
Aao Karen Baatein Aur Baatein Mulaakaatein Song Lyrics from the movie/album Naya Nasha (1973). The song Aao Karen Baatein Aur Baatein Mulaakaatein was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Sapan Chakravarty. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts