Aao Jannat Mein Song Lyrics from the movie/album Sheen released in the year 2016 starring Raj Babbar, Tarun Arora. The song Aao Jannat Mein was sung by Kumar Sanu, Mohammed Aziz, Neerja Pandit, Shreya Ghoshal, Sonu Nigam, Udit Narayan. This movie/album was directed by Ashok Pandit. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Venus Records

Aao Jannat Mein Lyrics

Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho

Na Rahi Apni Zami Na Raha Apna Maka
Aise Logo Ko Bata Jaye To Jaye Kaha
Kaise Hoga Bhala In Sab Ka Gujara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho

Bahte Ashko Ki Panaho Mein Sisakti Aahe
Apne Bacho Se Juda Hoke Bilakhati Maaye
Kisne Chhina Hai Budhapo Ka Sahara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho

Ab Chinaro Se Bhi Chikho Ki Sada Aati Hai
Jism To Jism Hai Ab Ruh Kaap Jati Hai
Kaise Insan Ne Insan Ko Mara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho
Kaise Insan Se Insan Ko Mara Dekho
Kaise Insan Ne Insan Ko Mara Dekho
Kaise Insan Ne Insan Ko Mara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho

Begunaho Ke Kalejo Pe Sitamgar Ke
Sitam Ab To Dam Tod Chuke
Deeno Dharam Rahmo Karam
Ye Watan Kaise Chand Logo Se Hara Dekho
Ye Watan Kaise Chand Logo Se Hara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho

Apni Saanso Mein Jo Toofan Chhupa Rakhe Hai
Jalte Sino Mein Jo Barud Daba Rakhe Hai
Aise Bacho Ka Kis Taraf Hai Ishara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho
Aao Jannat Mein Jahanam Ka Nazara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho
Kis Tarah Barf Se Uthta Hai Sarara Dekho
Mulk Aazaad Karo Mulk Aazaad Karo
Mulk Aazaad Karo Mulk Aazaad Karo
Mulk Aazaad Karo Mulk Aazaad Karo.

 

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Tarun arora, Sheen all movie song, Sheen, Sheen - 2004, Yeh to kashmir hai iski fiza ka, Udit narayan, Film box hd music, Yeh to kashmir hai, Video song, Alka yagnik