Aao Chalen Song Lyrics from the movie/album Chand Ke Saath released in the year 2016. The song Aao Chalen was sung by Roop Kumar Rathod. The music was given by Sandeep Banerjee. The lyrics were Penned by Jai Shankar Mishra. The music rights for song purely belongs to Times Music

Aao Chalen Lyrics

O O O O O……ho
Aao Chale Bhraman Kar Aayein
Kaisi Hai Sudhiyon Ki Nagari

Aao Chale Bhraman Kar Aayein
Kaisi Hai Sudhiyon Ki Nagari
Maagphus Ki Thithuran Kaisi
Kitani Tapati Jeth Dupehari
Kaisi Chehal Pehal Baagon Mein
Kaisi Subah Shaam Hai Kaisi
Aao Chale Bhraman Kar Aayein
Kaisi Hai Sudhiyon Ki Nagari

Ghar Ghar Mein Paawas Ka Utsav
Dwaar Dwaar Par Gunje Kajari
Pakati Fasal Dhaan Ki Kehati
Nikat Dashehara Diwaali Hai
Aghan Mein Thandak Ki Dastak
Nayi Dulhan Aanewaali Hai
Aao Chale Bhraman Kar Aayein
Kaisi Hai Sudhiyon Ki Nagari

Ganno Ke Kheton Ke Jhurmut
Kolho Par Gudh Ka Sodhaapan
Shaam Dhale Ghar Ghar Wallaah
Kitana Sundar Samras Jivan
Aapadhaapi Ka Khel Nahi
Jeevan Nauka Thehari Thehari
Aao Chale Bhraman Kar Aayein
Kaisi Hai Sudhiyon Ki Nagari

Kaise Hain Samsaathi Sangi
Kaisa Neh Prem Kaisa Hai
Kitani Ushma Sambandhon Ki
Kaise Hai Saamaajik Bandhan
Kya Dulhan Abb Bhi Ghunghat Mein
Kya Koyal Abb Bhi Gaati Hai
Kitane Swajan Huye Begaane
Phir Bhi Yaad Hamein Aati Hai
Chalo Aaj Milkar Phir Soche
Kitani Reeti Neh Ki Gagari
Aao Chale Bhraman Kar Aayein
Kaisi Hai Sudhiyon Ki Nagari
Maagphus Ki Thithuran Kaisi
Kitani Tapati Jeth Dupehari
Kaisi Chehal Pehal Baagon Mein
Kaisi Subah Shaam Hai Kaisi
Aao Chale Bhraman Kar Aayein
Kaisi Hai Sudhiyon Ki Nagari
Aao Chale Aa Aa Aa Aa………

Share your thoughts

Tum chaand ke saath chale aao, Sarvadaman banerjee, Saal ke baarah mahine with lyrics, Jab haal e dil tumse kehne ko lyrics, Rachana banerjee, Chand taron mai nazar aaye romantic song, Kumar sanu & alka yagnik love romantic song, Sharmila tagore sanjeev kumar, Sanjeev kumar sharmila tagore songs, Tomar mukher hasi, Chand taron mai nazar aaye sadhana sargam, Sanjeev kumar songs, Chand taron mai nazar aaye 2 october, Chand taron mai nazar aaye udit narayan