Aao Aao Tumhe Bataaoon Ki Maa Kya Hai Lyrics | Ghar Ka Chirag | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Aao Aao Tumhe Bataaoon Ki Maa Kya Hai Lyrics | Ghar Ka Chirag | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Hey maa kya hai
Aa aa tumhe batau ke maa kya hai
Maa ek jyoti jivan me
Baki sab andhiyara hai
Maa ek jyoti jivan me
Baki sab andhiyara hai
Sachi uske duniya me
Bhagwan ne pyar uthara hai
Maa ka duja naam hai pyar
Mere sathi mere yaar
Aa aa tumhe batau ke maa kya hai

Jinko maa chhu leti hai kante vo khil jate hai
Mahake mahake aanchal me sare sukh mil jate hai
Maa ki godi ek sansar mere sathi mere yaar
Aa aa tumhe batau ke maa kya hai

Bukha hai tokar kha pyasa hai to aanshu pee
Duniya tumse kehti hai jina hai to aise ji
Maa bin jina hai bekar mere sathi mere yaar
Aa aa tumhe batau ke maa kya hai
Aa aa tumhe batau ke maa kya hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *