Aankho Se Aankh Mili Dil Se Dil Takrane Do
Na Baba Maf Karo Der Huyi Ghar Jane Do
Aankho Se Aankh Mili Dil Se Dil Takrane Do
Na Baba Maf Karo Der Huyi Ghar Jane Do
Kyu Itna Ghabrati Ho Hum Jaise Diwano Se
Sama Hu Lekin Darti Hu Tum Jaise Parwano Se
Parwane Ko Zalim Pass To Apne Aane Do
Na Baba Maf Karo Der Huyi Ghar Jane Do
Aankho Se Aankh Mili Dil Se Dil Takrane Do
Na Baba Maf Karo Der Huyi Ghar Jane Do
Kya Is Dil Ki Halat Hai Tujhko Kuch Malum Nahi
Tujhko Khub Samjhti Hu Mai Itni Masum Nahi
Sharmili Aankho Ko Dil Par Teer Chalane Do
Na Baba Maf Karo Der Huyi Ghar Jane Do
Aankho Se Aankh Mili Dil Se Dil Takrane Do
Aye Na Baba Maf Karo Der Huyi Ghar Jane Do
College Ki Har Ladki Se Jikar Tumhara Karta Hu
Sabse Yahi Kahte Ho Ki Madam Tumpe Marta Hu
Arey Ulfat Me Jo Kuch Ho Meri Kasam Ho Jane Do
Arey Na Baba Maf Karo Der Huyi Ghar Jane Do
Aankhon Se Aankh Mili Dil Se Dil Takrane Do Song Lyrics from the movie/album Mitti Mein Sona released in the year 2018 starring Pradeep Kumar, Mala Sinha. The song Aankhon Se Aankh Mili Dil Se Dil Takrane Do was sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Jugal Kishore. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan
Share your thoughts