Aankhon ne chhede taraane ha aa aa aa…
Aankhon ne chhede taraane, yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati – (2)
Ambar dhadkane laga hai – (2)
Yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai – (2)
Haan yahin pyaar hai – (4)
Aankhon ne chhede taraane, yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati – (2)
Ambar dhadkane laga hai – (2)
Waadon ki ham ik shamma jalaaye, har ik kasam ko manjil banaaye – (2)
Aise nikhaare apani wafa ko, (na tum aajmaao na hum aajmaaye -2)
Aankhon ne chhede taraane – (2)
Yeh dil mehakane laga hai – (2)
Khaabon se pyaar ik ghar banaaye, usako mohabbat se hum sajaaye – (2)
Apani khushi ki leher mein, (deewaare aur khidkiyaan muskuraaye -2)
Aankhon ne chhede taraane – (2)
Yeh dil mehakane laga hai – (2)
Lene lagi saans dharati – (2)
Ambar dhadkane laga hai – (2)
Yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai – (2)
Haan yehin pyaar hai – (4)